Nach Genre filtern
- 1 - Jibreel-O-Iblees (Gabriel and Satan) by Allama Iqbal - جبریل و ابلیس - Explanation
Jibreel-O-Iblees/ Iblis - جبریل و ابلیس translated as (Gabriel and Satan) is a beautiful and classical Urdu poem written by Allama Iqbal. The poem is counted mong the best poems of Urdu language. The poem Jibreel-O-Iblees - جبریل و ابلیس (Gabriel and Satan) by Allama Iqbal is a dialogue between Jibreel (Gabriel) and Iblees (Satan). In this poem Allama Iqbal presented Iblees (Satan) as an anti hero where we see all his faults and flaws but he was presented in a way that we do not hate him but rather we envy his determination. The poem Jibreel-O-Iblees - جبریل و ابلیس (Gabriel and Satan) gave a new and unique perspective to the story of Adam and Iblees . It gives us a new angle to view and think about the thoughts of Iblees. We can see how determined Iblees is. How firm his belief are. We can see how high Allama Iqbal's imagination was. How great his choice of words and his writing style was. I really hope you would enjoy this episode. If you really love Urdu Adab (Urdu literature), please do subscribe. Your reviews, comments and shares will definitely encourage me to make more of these episodes. Thank you very much. Lyrics of the poem : (jibrail o iblis) In English jibra.īl hamdam-e-dairīna kaisā hai jahān-e-rañg-o-bū iblīs soz-o-sāz o dard o daaġh o justujū o aarzū jibra.īl har ghaḌī aflāk par rahtī hai terī guftugū kyā nahīñ mumkin ki terā chaak dāman ho rafū iblīs aah ai jibrīl tū vāqif nahīñ is raaz se kar gayā sarmast mujh ko TuuT kar merā subū ab yahāñ merī guzar mumkin nahīñ mumkin nahīñ kis qadar ḳhāmosh hai ye ālam-e-be-Kāḳh-o-kū jis kī naumīdī se ho soz-e-darūn-e-kā.enāt us ke haq meñ taqnatū achchhā hai yā lā-taqnatū jibra.īl kho diye inkār se tū ne maqāmāt-e-buland chashm-e-yazdāñ meñ farishtoñ kī rahī kyā aabrū iblīs hai mirī jur.at se musht-e-ḳhāk meñ zauq-e-numū mere fitne jāma-e-aql-o-ḳhirad kā tār-o-pū dekhtā hai tū faqat sāhil se razm-e-ḳhair-o-shar kaun tūfāñ ke tamāñche khā rahā hai maiñ ki tū ḳhizr bhī be-dast-o-pā ilyās bhī be-dast-o-pā mere tūfāñ yam-ba-yam dariyā-ba-dariyā jū-ba-jū gar kabhī ḳhalvat mayassar ho to pūchh allāh se qissa-e-ādam ko rañgīñ kar gayā kis kā lahū maiñ khaTaktā huuñ dil-e-yazdāñ meñ kāñTe kī tarah tū faqat allāh-hū allāh-hū allāh-hū
Mon, 08 Nov 2021 - 10min
Podcasts ähnlich wie Urdu Mehfil
- Global News Podcast BBC World Service
- El Partidazo de COPE COPE
- Herrera en COPE COPE
- The Dan Bongino Show Cumulus Podcast Network | Dan Bongino
- Es la Mañana de Federico esRadio
- La Noche de Dieter esRadio
- Hondelatte Raconte - Christophe Hondelatte Europe 1
- Affaires sensibles France Inter
- La rosa de los vientos OndaCero
- Más de uno OndaCero
- La Zanzara Radio 24
- Espacio en blanco Radio Nacional
- Les Grosses Têtes RTL
- L'Heure Du Crime RTL
- El Larguero SER Podcast
- Nadie Sabe Nada SER Podcast
- SER Historia SER Podcast
- Todo Concostrina SER Podcast
- 安住紳一郎の日曜天国 TBS RADIO
- TED Talks Daily TED
- The Tucker Carlson Show Tucker Carlson Network
- 辛坊治郎 ズーム そこまで言うか! ニッポン放送
- 飯田浩司のOK! Cozy up! Podcast ニッポン放送
- 武田鉄矢・今朝の三枚おろし 文化放送PodcastQR