Filtrar por género
This podcast is created to bring the best poetry collection composed by great URDU POETS to make you feel life more deeply. Spoken word poetry is poetry that cannot just be left alone on paper. It demands to be performed, to be shared with someone, and to fill the world with the verses of emotions. so don't miss to catch this up, every Saturday and Sunday :) warm regards, Voice of Hayat
- 3 - hamesha der kar detaa hun main by Muneer Niazi
hamesha der kar detaa hun main har kaam karne meñ
zarūrī baat kahni ho koī va.ada nibhānaa ho
use āvaaz deni ho use vaapas bulānaa ho
hamesha der kar detā hun main….
madad karni ho us kii yaar kii Dhāras bañdhānaa ho
bahut derīna rastoñ par kisi se milne jaanā ho
hamesha der kar detaa hun maiñ ….
badalte mausamoñ kii sair meñ dil ko lagānaa ho
kisi ko yaad rakhnā ho kisi ko bhuul jaanā ho
hamesha der kar detā hun maiñ ….
kisi ko maut se pahle kisi ġham se bachānaa ho
haqeeqat aur thii kuchh us ko jaaa ke ye batānaa ho
hamesha der kar detaa huuñ maiñ har kaam karne meñ.....
Mon, 08 Jun 2020 - 02min - 2 - Uss waqt agar tum aa jao! by Ajmad Islam Amjad
Jab shab ke shakasta zeeno’n se mehtaab utaarney lagta hai
Jab gham ke sard aalaoon main umeedain bhujey lagti hain
Jab dil ke shoodeera samandar main awaazain marney lagteen hain
Jab mosam haath nahi aaty, jab titli baat nahi karti
Jab zinda rehna ik be-maani kaam dikhai daita he
Jab aany waala har lamha dushnaam dikhai daita he
Jab yaad ke gehray saannaaty main chehray ghum ho jaty hain
Jab dard se bhojaal ankhoon main gaardaab se parny lagty hain
Jab shammain ghum ho jateen hain, jab khuwab bikharny lagty hain
Uss waqt agar tum aa jao
Uss waqttt, agar tum aa jao
Uss waqt agar tummm, a jao!!!
Sun, 10 May 2020 - 01min - 1 - Mohabbat Ki Rangeeniyan Chhod Aaye by Habib Jalib
The voice of the heart that has left the charming world with a really heavy heart by HABIB JALIB narrated in a heart-touching voice.
Mohabbat Ki Rangeeniyan Chhod Aaye
Tere Sheher Main Ik Jahan Chhod AayeWo sabzah, wo darya, wo pairoon kay saayae
Wo geetoon bhaari bastiaan chood aayeHasee’n paanghatoo’n ka wo chaandi saa paani
Wo barkha ki rutt wo samaa’n chood aayeBohat sy millay hum-safar rasty main
Naheen yaad kisko kahan chood aayeBohat Door Hum Aa Gaye Us Gali Se
Bohat Door Wo Aastaan Chhod Aayebohat meharbaan theen wo gull-posh rahain
magar hum unhain meharbaan, chood aate
Bhagolon ki surat main phirr rahy hain
Nashaiman sar-e-gulastaan chood aaye
Ye Aijaaz Hai Husn e Aawargi Ka
Jahan Bhi Gaye Daastan Chhod AayeChallay aaye un raah-guzaaroo’n sy Jalib
Magar hum wahan qaalb-o-jaan chood aayeMohabbat Ki Rangeeniyan Chhod Aaye
Tere Sheher Main Ik Jahan Chhod AayeSat, 09 May 2020 - 02min
Podcasts similares a Poetry Shayari
- Global News Podcast BBC World Service
- Kriminálka Český rozhlas
- El Partidazo de COPE COPE
- Herrera en COPE COPE
- The Dan Bongino Show Cumulus Podcast Network | Dan Bongino
- Es la Mañana de Federico esRadio
- La Noche de Dieter esRadio
- Hondelatte Raconte - Christophe Hondelatte Europe 1
- Affaires sensibles France Inter
- La rosa de los vientos OndaCero
- Más de uno OndaCero
- La Zanzara Radio 24
- Espacio en blanco Radio Nacional
- Les Grosses Têtes RTL
- L'Heure Du Crime RTL
- El Larguero SER Podcast
- Nadie Sabe Nada SER Podcast
- SER Historia SER Podcast
- Todo Concostrina SER Podcast
- 安住紳一郎の日曜天国 TBS RADIO
- The Tucker Carlson Show Tucker Carlson Network
- 辛坊治郎 ズーム そこまで言うか! ニッポン放送
- 飯田浩司のOK! Cozy up! Podcast ニッポン放送
- 武田鉄矢・今朝の三枚おろし 文化放送PodcastQR