Filtrar por gênero

Shayari Ka Rang

Shayari Ka Rang

"Rang"

A podcast that brings you the best of Urdu Poetry ranging from classics to contemporaries... Listen to the top Ghazals and Nazms along with other forms of Urdu Poetry at Shayari Ka Rang, Jahan Zindagi aur Mohabbat ki baatein, Urdu Shayari ki jaanib se hoti hain...

14 - Ye baatein jhuti baatein hain- Ibn-e-Insha (Nazm)
0:00 / 0:00
1x
  • 14 - Ye baatein jhuti baatein hain- Ibn-e-Insha (Nazm)

    Janaab Ibn-E-Insha ki behatreen Nazm... Alfaaz ke maani jaanne ke liye Rekhta par padh sakte hain, padhne ke liye is linkpar click karein...

    Sun, 25 Sep 2022 - 05min
  • 13 - Udaas hai- Rang (Ghazal)

    Ek puraani ghazal ke chand sher... Ummid hai, aap sunne waalon ki tabiyat ko pasand aaye...  Mere Instagram par is podcast ya ghazal par feedback dene ke liye zarur judein handle @shayarikarang par... 

    Thu, 08 Sep 2022 - 03min
  • 12 - Tu bhi chup hai, Main bhi chup hun- Jaun Elia (Ghazal)

    Kaafi waqt baad haazir hua hun toh socha usi shayar ke saath aaun jo alag alag daur mein dilon par huqoomat karta raha hai aur rahega...Hazrat Jaun Elia ki ghazal hai..

    Rekhta ki website par Ma'ani ke saath padhne ke liye is linkpar click karein...

    Tue, 06 Sep 2022 - 04min
  • 11 - Aankhon Mein Raha- Bashir Badr

    Patthar mujhe kehta hai mera chaahne wala
    Main moam hun, us ne mujhe chhuu kar nahin dekha..


    Bashir Badr ki shayari, jitni saada, utni umdaa... Poori Ghazal padhne ke liye yahan click karein...

    Wed, 30 Jun 2021 - 03min
  • 10 - Tera chup rehna- Tehzeeb Hafi

    Urdu shayari ke sabse naye sitaare....Aise shayar jo buzurgon ki riwaayat aur naujawanon ki himaaqat dono apne naam ke mutaabiq tehzeeb se keh jaate hain...Janaab Tehzeeb Hafi ki popular ghazal..  Maani ke saath padhne ke liye yahan click karein..

    Tue, 15 Jun 2021 - 04min
Mostrar mais episódios